40+ Life shayari | Best Hindi Shayari

Life Shayari:- Hello Dosto aaj humne aap sabke liye Life Shayari upload ki hai. Vo bhi Hindi me ye Life Shayari aapki Life se connect hai. Is article me aapko Zindagi Shayari, Life Status, 2 Line Life status, Life Love Shayari, Sad Life Shayari etc.


Life Shayari In Hindi


Bina Tere😞Shehar Ka Shehar Veeraan Rehta Hai,
Bichhad Ke💔Tujhse Har Rasta Sunsaan Rehta Hai,
Woh Tujhe💕Tujh Se Jyada Pyaar Karta Hai,
Jo Tere Saamne🌹Aksar Anjaan Rehta Hai.

बिना तेरे😞शहर का शहर वीरान रहता है,
बिछड़ के तुझसे💔हर रास्ता सुनसान रहता है,
वो तुझे तुझसे💕ज़्यादा प्यार करता है,
जो तेरे सामने🌹अक्सर अंजान रहता है।


Dukh Mein😍Khushi Ki Wajah Banti Hai Mohabbat,
Dard Mein💔Yaadon Ki Wajah Banti Hai Mohabbat,
Jab Kuchh😖Bhi Achha Nahin Lage Duniya Mein,
Uss Waqt☝️Jeene Ki Wajah Banti Hai Mohabbat.

दुख में खुशी😍की वजह बनती है मोहब्बत,
दर्द में यादों💔की वजह बनती है मोहब्बत,
जब कुछ भी😖अच्छा नहीं लगे दुनिया में,
उस वक्त☝️जीने की वजह बनती है मोहब्बत।


Chup-Chap😑Se Rehte Hain Wo Aksar,
Zulfein Bhi😞Suna Hai Ki Sanwara Nahi Karte,
Din Raat🙂Gujarte Hain Unke Bechain Se,
To Chain Se🥀Hum Bhi Gujara Nahi Karte.

चुप-चाप से😑रहते हैं वो अक्सर,
ज़ुल्फ़ें भी😞सुना है कि संवारा नहीं करते,
दिन रात🙂गुजरते हैं उनके बेचैन से,
तो चैन से🥀हम भी गुजारा नहीं करते।


Aarzoo Ke💕Deeye Dil Mein Jalte Rahenge,
Meri Aankhon👀Se Aansoo Nikalte Rahenge,
Roshani To🤗Karo Tum Mera Dil Me Shama Ban Ke,
Mom Bankar🤗Hum Yoon Hi Pighalte Rahenge.

आरज़ू के💕दीए दिल में जलते रहेंगे,
मेरी आँखों👀से आंसू निकलते रहेंगे,
रौशनी तो👆करो तुम मेरे दिल मे शमा बन के,
मोम बनकर🤗हम यूं ही पिघलते रहेंगे।


Bahut Khafa😞The Ke Lehja Badal Gaya Mera,
Unhi Ke Lehje🥀Mein Unse Jab Baat Ki Maine.

बहुत खफा😞थे कि लहजा बदल गया मेरा,
जब उनसे उन्हीं के🥀लहजे में मैंने बात की।


Ek Dastak☝️Pe Wo, Darwaaza Nahin Kholega,
Usey Maloom🤗Jo Hai, Main Ne Khade Rehna Hai.

एक दस्तक☝️पे वो दरवाज़ा नहीं खोलेगा,
उसे मालूम🤗जो है कि मैंने खड़े रहना है।


Tumko Yaad🤔Rakhne Mein Main Kya-Kya Bhool Jaata Hoon,
Jo Dil Mein💌Baat Hai Tumko Bataana Bhool Jaata Hoon,
Lab Ko😘Tumhare Chhoone Ka Iraada To Me Roj Karta Hoon,
Jab Najar Tumse👀Mil Jaati Hai To Zamana Bhool Jaata Hoon.

तुमको याद🤔रखने में मैं क्या-क्या भूल जाता हूँ,
जो दिल में💌बात हैं तुमको बताना भूल जाता हूँ,
तुम्हारे लब को🤩छूने का इरादा रोज करता हूँ,
नजर तुमसे👀जो मिल जाये ज़माना भूल जाता हूँ।


Bewafai Karke💖Niklun To Wafa Kar Jaunga,
Shahar Ko🌹Har Zayke Se Aashna Kar Jaunga,
Tu Bhi Dhoondega☝️Mujhe Shauq-e-Saza Mein Ek Din,
Main Bhi Koi🤗Khoobsurat Si Khata Kar Jaunga.

बेवफाई करके💖निकलूँ तो वफ़ा कर जाऊंगा,
शहर को हर🌹ज़ायके से आशना कर जाऊंगा,
तो भी ढूढ़ेगा मुझे☝️शौक-ए-सजा में इक दिन,
मैं भी कोई🤗खूबसूरत सी खता कर जाऊंगा।


Meri Yaadon😞Se Agar Bach Niklo,
To Yeh😑Vaada Hai Mera Tumse,
Main Khud Duniya🌎Se Keh Doonga,
Kami Meri🥀Wafa Mein Thi.

मेरी यादों😞से अगर बच निकलो,
तो ये😑वादा है मेरा तुमसे,
मैं खुद दुनिया🌎से कह दूंगा,
कमी मेरी🥀वफ़ा में थी।

Post a Comment

1 Comments